Fauj ka safar hi hai, aj yahn toh kal vhn le jana,
kabhi barf bhari pahadia toh kabhi raegistan me sair karana.
Sair nahi hoti janab, din gin gin kar kat-te hai,
Aur phir ek shant din achanak se hum hi tukdo me bat-te hai.
Badal rahe the thikna, dil me apne parivar ko yad kie,
Par aj un darindon ne hai bhut gehre zakham die.
Ek mere saathi ke ghar kal hi ek nanhi lakshmi aai thi,
Usne use dekhne ki iccha abhi tak man me hi chupai thi.
Dusra dost bas aya hi tha kr k nayi nayi shadi,
Ab us dulhan ki jindgi me rango ki jgh ek safed shiyahi
faila di.
Ek aur tha yar jiske maa baap the bUhdhape se lachar,
Chuuti le rakhi thi usne ghar jane me din the bas baki char.
Aur dekho toh hausla lete hai zimmevari bde shaunk se vo
Jaish,
Kyunki jante hai inhe panah dene walon ko kra rhe hum hi
aish.
Eccha toh bas dil me yeh hai unhe bhi ehsas dilana hai,
"laato ke bhoot baton se nahi mante" ye
buddhijeevo ko b btlana hai.
Unone aaj humare khoon ko lalkara hai,
Unhe jihad , par agar hume apna desh pyara hai.
Unone aaj humare khoon ko lalkara hai,
Unhe jihad , par agar hume apna desh pyara hai.
Mai yeh bhi janta hu kya hoga aage , bdlegin log status do
char,
Fir bhul jyege aur manyeinge party har shukravar,
Gum ho jyega vo josh, jise keh reh the abtk “high” mere yar,
Aur satta ke log vote batorne ko tyar.
Is sab me bhi lelena bdla humari qurbani ka,
Us maa ke bete aur desh me ghus kar looti gyi us javani ka,
Milega ashish us bacchi, bivi , maa-baap ki jubani ka,
Reh na jye ek bhi ansh baki unka, aur unki kashmeer ko
chin-ne ki kahani ka.
Vinti rahegi un JNU ke buddhi jeevo se,
Kum se kum ab toh na do unka sath,
Human rights dekh lena aap jakar ek bar humare bhi parivaron
ke pas.
๐๐๐
ReplyDelete:)
Delete๐
ReplyDeleteVery well expressed ♥️
ReplyDeleteThanks for sharing this..
ReplyDelete๐
ReplyDeleteBeautifully written
ReplyDeleteWell Written...Asha
ReplyDeleteRIP Brave Soldiers
indeed!
DeleteGreat work ashu.Well written ๐๐
ReplyDeletethanks a lot dida
DeleteBhot e acha likha hai
ReplyDelete๐๐๐
ReplyDeleteAppreciate worthy efforts in expressing the deep thoughts. Kudos.
ReplyDeleteTruly said๐๐๐
ReplyDeleteVery well expressed, may their souls rest in peace๐
ReplyDelete๐ค
ReplyDeleteNice Asha...my friend
ReplyDelete
ReplyDeleteI hv no wrds to express my views regarding this uh did a very good job i was literally crying while reading this
Well done๐may their souls rest in peace
awww roti kyu hai, abhi toh unko rulane ki bari ayi h ..
DeleteAsha u expressed yr thought well .. and salute to our bravehearts
ReplyDeleteBeautiful ๐ฎ๐ณ๐ฎ๐ณ๐๐
ReplyDeleteTouched
ReplyDeleteTouching ๐ถ
ReplyDeleteAmazing
ReplyDeleteTrue Patriotism ๐ฎ๐ณ❤️
ReplyDelete